Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin haaye yun jaa rahen hain jaise humen jaante nahin yun jaa rahen hain jaise humen jaante nahin apni garaz thi jab to lipatnaa qubool tha apni garaz thi jab to lipatnaa qubool tha baahon ke daayre mein simatnaa qubool tha baahon ke daayre mein simatnaa qubool tha haaye ab hum manaa rahen hai magar maante nahin ab hum manaa rahen hai magar maante nahin yun jaa rahen hain jaise humen jaante nahin matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin humne tumhen pasand kiya kya bura kiya humne tumhen pasand kiya kya bura kiya rutbaa hi kuchh baland kiya kya bura kiya are rutbaa hi kuchh baland kiya kya bura kiya haaye har ek gali ki khaak to hum chhante nahin har ek gali ki khaak to hum chhante nahin matlab nikal gaya hai to pehchaante nahin yun jaa rahen hain jaise humen jaante nahin munh pher kar naa jaao humare kareeb se munh pher kar naa jaao humare
gulle ki begi begi ka gulla jab tambu khola tab khullam khulla gulle ki begi begi ka gulla jab tambu khola tab khullam khulla pehla woh bola phir main bola re matru ki bijlee ka mandola hey matru ki bijlee ka mandola matru re matru matru ki bijlee bijlee ka mandola hey matru ki bijlee ka mandola chatak chatak dil chatak chatak dil chatak chatak dil chatka patak patak phir patak patak phir patak patak phir patka haye chatak chatak dil chatak chatak dil chatak chatak chatka re patak patak patak patak patak patak patak phir patka re hariya ki dhan dola bijlee ka tan dola re matru ko man dola haaye aate ki roti mitti ka chulha pidhi pe dulhan moodhe pe dulha pehle woh bola phir main bola re matru ki bijlee ka mandola re matru ki bijlee ka mandola matak matak dhar matak matak dhar matak matak dhar matka atak atak kar atak atak kar atak atak kar atkaa ho matak matak dhar matak matak dhar matak matak dhar matka re atak atak kar atak atak kar atak atak atkaa re bolo toh
chehre padhna jaane naina chehre padhna jaane naina jin chehron ke deewaane naina jo pairon ki zanjeere hain un rasmon se begaane naina sadke jaawaan sadke jaawaan naadani ka karke daawa nikle kitne nikle kitne sayaane saayane naina haan tauba kasam se tauba kasam se matvaare matvaare kisi sanam ke kisi sanam ke maare naina ishq samandar ki lehron ke machhwaare machhwaare tauba kasam se tauba kasam matvaare matvaare naina kahein ki jab raazi raazi hai rab to kaazi kaazi ki dakiya nusi hidayat kyun maane waane ji inhonne jeeti jeeti hai dil ki baazi baazi inhe kya roke zubaanon ke taane waane ji jinko apna maane naina unse nibhaaye yaaraane naina sabke dar pe mattha teke majhab saare jo maane naina o sadke jaawaan sadke jaawaan naadani ka karke daawa nikle kitne nikle kitne sayaane saayane naina haan tauba kasam se tauba kasam se matvaare matvaare kisi sanam ke kisi sanam ke maare naina ishq samandar ki lehron ke machhwaare machhwaare tauba kasam se tauba kasam
matwaale hum matwaale tum chalte rahen yunhin kadam matwaale hum matwaale tum badhte rahen yunhin kadam matwaale hum auron ke kaam aaja mil mil ke jhelta jaa mushkil jo raahon mein hai matwaala naam hai masti se kaam hai masti nighahon mein hai dil jab dole machal machal ke phir kya chalna sambhal sambhal ke dil hai jawaan kaahe ka ghum matwaale hum matwaale tum chalte rahen yunhin kadam matwaale hum saare rangeen nazaare apne dam se hai pyaare humko nazaaron se kya har dil ke pyaar hum sabki bahaar hum humko bahaaron se kya sab se naina mila mila ke dil ki kaliyaan khilaa khilaa ke chalte chale lehraa ke hum matwaale hum matwaale tum chalte rahen yunhin kadam matwaale hum kaisa jeena akele giaron ka dard le le apna to kaam yahi apna to sin yahi apna to din yahi apni to shaam yahi girte jan ko utha utha ke har rote ko hansa hansa ke gaaye jaa tu jab tak hai dam matwaale hum matwaale tum chalte rahen yunhin kadam matwaale hum
uuuuuuuu lala lala la lala laaaaa lala lala la lala laaaaaa lala lala la laa hiiii yaa yaa laa laaaaa lala lala luuuuuuuu luuu luuuu luuuuu laaaaaaaa yaaa yaaa lala lala laaaa laaaa laaaa hoooooo oooooo ooooo matwaali aankhon waale o albele dilwaale dil tera ho rahega gar tu ise apna le matwaali aankhon waale o albele dilwaale dil tera ho rahega gar tu ise apna le matwaali aankhon waale hooooo hooo oooo tujhko shaayad dhoka ho gaya sun aye haseen main wo nahin main wo nahin hooooo oooooooo tu hai to mehfil mein rang hai tu jo nahin kuchh bhi nahin haaye haaye kuchh bhi nahin hoooooo oooooo ooooo matwaali aankhon waale o albele dilwaale dil tera ho rahega gar tu ise apna le matwaali aankhon waale hooooo hoooo hoooo hoooo jab se tujhko dekha ek nazar mujhe kya huaa mere dilbar mere dilbar hooooo hoooo hoooo hoooo mujhpe apna jaadoo naa chala kahaan mera sunn kahin aur jaa kahin aur jaa hoooooo oooooo ooooo matwaali aankhon waale o albele dilwaale dil tera ho rahega
matwala jiya dole piya jhoome ghata chhaye re baadal karna hai to kar pyaar na darr beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya dole piya jhoome ghata chhaye re baadal karna hai to kar pyaar na dar beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya haaye jiya ho ho ho armaan bhara dil hai balam tere hawaale tu apna bana le are tu apna bana le armaan bhara dil hai balam tere hawaale tu apna bana le saawan hai jawaani pe lagi dil ki bhuja le hans le zara gaa le are hans le zara gaa le saawan hai jawaani pe lagi dil ki bhuja le hans le zara gaa le naache mera mann aaj sajan chhan chhananan bole re paayal naache mera mann aaj sajan chhan chhananan bole re paayal karna hai to kar pyaar na dar beeti umr aayegi na kal are paagal are paagal matwala jiya haaye jiya ho ho ho dil tera deewana meri ankhiyaan bhi deewani kuchh de de nishaani are kuchh de de nishaani dil tera deewana meri ankhiyaan bhi deewani kuchh de de nishaani duniyaan ke maze lutt le
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa matwali naar thumak thumak chali jaaye matwali naar thumak thumak chali jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye matwali naar thumak thumak chali jaaye phool badan mukhda yun damke aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa phool badan mukhda yun damke baadal mein jyun bijali chamke geet suna ke tu chham chham ke geet suna ke tu chham chham ke lalchaaye chhup jaaye haaye haaye matwali naar thumak thumak chali jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye ye chanchal kajraari aankhen aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa ye chanchal kajraari aankhen ye chit chor shikaari aankhen gayi dil cheer kataari aankhen gayi dil cheer kataari aankhen muskaayen sharmaayen jhuk jaayen matwali naar thumak thumak chali jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye matwali naar thumak thumak chali jaaye
maujon ki doli chali re chali pardes chali bagiyaa se baabul ki tod ke piyaa le chala prem kali re maujon ki doli chali re chali pardes chali bagiyaa se baabul ki tod ke piyaa le chala prem kali re maujon ki doli chali re panghat tak aayin sakhiyaan saheliyaan panghat tak aayin sakhiyaan saheliyaan reh gayin peepal ki chaanv mein sab paheliyaan chhut gayi wo gali re maujon ki doli chali re chali pardes chali bagiyaa se baabul ki tod ke piyaa le chala prem kali re maujon ki doli chali re nadiyaa dheere baho dulhan sharmaaye nadiyaa dheere baho dulhan sharmaaye mann hichkole khaaye ghunghat naa khul jaaye pawan badi manchali re maujon ki doli chali re chali pardes chali bagiyaa se baabul ki tod ke piyaa le chala prem kali re maujon ki doli chali re hooooooooo hoooooo oooo bindiyaa aisi lagi jaise koi jaadoo jagaa bindiyaa aisi lagi jaise koi jaadoo jagaa gora mukh thoda sa dekha to bas aisa laga bhor bhayi rain dhali re maujon ki doli chali re chali pardes chali
mauka milega to hum bata denge mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam dil apna cheer ke hum dikha denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam waad e wafa pe tu kar le yakeen aa paas jaan e bahaar ho waad e wafa pe tu kar le yakeen aa paas jaan e bahaar sachhi mohabbat ussi ko kahen maane kabhi jo na haar aa meri baahon mein dil ki panahon mein keh de jo hai kahna mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam dil apna cheer ke hum dikha denge tumhen kitna pyaar karte hain sanam honge tere bade chahane wale aashiq aisa kahan honge tere bade chahane wale aashiq aisa kahaan ishq ki baazi na haarenge aise denge sanam imtehaan hum to deewane hain humko zamane se aur nahin darna mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam dil apna cheer ke hum dikha denge tumhe kitna pyaar
aankhein teri aa aa aa aa aa aankhein teri kitni haseen ke inka aashiq main ban gaya hoon mujh ko basaa le in mein tu ke inka aashiq main ban gaya hoon mujh ko basaa le in mein tu mujh se ye har ghadi mera dil kahe tum hi ho uski aarzoo mujh se ye har ghadi mere lab kahen teri hi ho sab guftgu baatein teri itni haseen main yaad inko jab karta hoon phoolon si aaye khushboo rakhloon chhupa ke main kahin tujhko saaya bhi tera na main doon rakhloon bana ke kahin ghar main tujhe saath tere main hi rahoon zulfein teri itni ghani dekh ke inko ye sochata hoon saaye mein inke main jiyun
maula o maula maula maula haiyaa na haiyaa na haiyaa na haiyaa haiyaa na haiyaa na haiyaa na haiyaa zindagi ki aag mein kaahe ko jalaate ho kaagazi shareer ka jhola jhola bhookh mitaaye re pyaas hataaye re khaali hai pet ka jhola o jhola jhola jhola haiyaa na haiyaa na haiyaa na haiyaa haiyaa na haiyaa na haiyaa na haiyaa gol hain mol hain raaston ke pahinye gire na shareer ka dola ho dola gol hain mol hain raaston ke pahinye gire na shareer ka dola kal se bukhaar hai sar pe sawaar hai suraj aag ka gola gola haiyaa na haiyaa na haiyaa na haiyaa haiyaa na haiyaa na haiyaa na haiyaa aankhein hain kaajal hai zulfon ke baadal hain lagte hain din raat bhaaw bhaaw baazaar kismon kitne kismon ki aao kharidaaron aao jhuki hai ye faslein aadmin ke naslein maula o maula o maula zindagi ki aag se mukti dilaaye de maange bhikhaariyon ka chola bhukhe bhikhaariyon ka chola maange ye bhikhaariyon ka dola o dola zindagi ki aag mein kaahe ko jalaate ho kaagazi shareer ka jhola
mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa phool khile kaliyan sharmaayin rut masti ki aa gayi rut aa gayi rut aa gayi neele neele ambar par bin puchhe badli chha gayi o chha gayi o chha gayi khila hai khushiyon ka bazaar karenge nainon ka vyapaar aise mein haule haule haule haule aa mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa jhoom rahi hai daali daali jhoom raha mann mera re mann mera re mann mera re do nainon se ojhal uska nainon beech basera re basera re basera re karenge chahat ka izhaar kisi ki jeet kisi ki haar aise mein haule haule haule haule aa mausam aaya hai rangeen baji hai kahin sureeli been nashe mein haule haule haule haule aa
mausam aayega jaayega pyaar sada muskayega mausam aayega jaayega pyaar sada muskayega baahon mein teri mere sajna sach ho jaayega sapna hooo baahon mein teri mere sajna sach ho jaayega sapna saara jahaan dohrayega mausam aayega jaayega pyaar sada muskayega hooo mausam aayega jaayega pyaar sada muskayega ye wada irada chalo hasin waadi mein kho jaayen chalo na aao na phoolon ke saaye mein so jaayen sama hai suhaana tere sang aaj bahak jaayen lala lala lala pyaar ki rahen mahek jaayen pyara pyara ye nazara aaj sabko kabul ho jaayega mausam aayega jaayega pyaar sada muskayega o jaani deewaani jaagi jaagi raaton mein sehar aaye rasiya teri hi kadmon pe zindagi guzar jaaye jaaneman jaanejaan tere lab pe mere labon ke saaye sajna na na na jiya jhoome naina sharmaayen dil deewaana mastaana har shay pe khumar aa jaayega mausam aayega jaayega pyaar sada muskayega baahon mein teri mere sajna sach ho jaayega sapna ooo baahon mein teri mere sajna sach ho jaayega sapna saara
ho mausam bheega bheega baalam seedha seedha haa aa mausam bheega bheega baalam seedha seedha tera yeh chehara bada suhaana jaan leva hai hey mausam bheega bheega jaanam seedha seedha tera yeh chehara bada suhaana jaan leva hai o mausam bheega bheega baalam seedha seedha bairi yeh jawaani meri aaj nahi bas mein bijali si chamake nas nas mein hoo hoo bairi yeh jawaani meri aaj nahin bas mein bijali si chamake nas nas mein hoooo chhaaya nasha sa zara zara sa jaan leva hai ho oo mausam bheega bheega baalam seedha seedha tera yeh chehara bada suhaana jaan leva hai ho behake kadam tere nain hai nasheele julfein ghataaye lab raseele ho ho behake kadam tere nain hai nasheele julfein ghataaye lab raseele o o o dardedil yeh zara zara sa jaan leva hai hey mausam bheega bheega jaanam seedha seedha tera yeh chehara bada suhaana jaan leva hai ho mausam bheega bheega hey jaanam seedha seedha mausam bheega bheega hey jaanam seedha seedha
mausam hai aashiqana ae dil kahin se unko aise mein dhoond lana aise mein dhoond lana mausam hai aashiqana ae dil kahin se unko aise mein dhoond lana aise mein dhoond lana mausam hai aashiqana kehna ke rut jawan hai aur hum taras rahe hain kaali ghata ke saaye birhan ko das rahe hain dar hai na maar dale saawan ka kya thikana saawan ka kya thikana mausam hai aashiqana suraj kahin bhi jaye tum par na dhoop aaye tum par na dhoop aaye aa aa aa aa aaaaa tum ko pukarte hain in gesuon ke saaye aa jaao main bana doon palkon ka shamiyana palkon ka shamiyana mausam hai aashiqana phirte hain hum akele baahon mein koi le le aakhir koi kahan tak tanhaaiyon se khele din ho gaye hai zalim raten hain qatilana raten hain qatilana mausam hai aashiqana aa aa aa aa aa ye raat ye khamoshi ye khwaab se nazare ye khwaab se nazare jugnoo hain ya zameen par utare huye hain taare bekhwaab meri aankhen bekhwaab meri aankhen madhosh hai zamaana madhosh hai zamaana mausam hai aashiqana ae dil
oo oo oo oooo oooo oooo ooo mausam hai baharon ka haye phoolon ko khilna hai ho chal jaldi chal gaddiye ni gaddiye jaldi chal gaddiye mainnu yaar se milna hai ye mast hawa oo ye mast hawa pee ka sandesa layi hai oye ki sandesa layi hai is rut mein juda hona oo juda hona is rut mein juda hona rut ki ruswayi hai oo ho haye dekha nahin gori ka mukh ek mahine se ho dekha nahin gori ka mukh ek mahine se ho mar jana behtar hai pardesh mein jeene se kyun dooor ho kyun door chale aaye kyun door chale aaye sawan ke jhulon se ho ye phool hain kaanton se wo kaante phoolon se ho mausam hai baharon ka haye phoolon ko khilna hai ho chal jaldi chal gaddiye ni gaddiye jaldi chal gaddiye mainnu yaar se milna hai oye mainnu yaar se milna hai oye mainnu yaar se milna hai oye mainnu yaar se milna hai mainnu yaar se milna hai
ten nine eight seven six five four three two one let''s start the fun dil pe nahin kaabu kaisa yeh jaadu yeh mausam ka jaadu hai mitwa na ab dil pe kaabu hai mitwa naina jisme kho gaye deewane se ho gaye nazara wo harsu hai mitwa ho hoo yeh mausam ka jaadu hai mitwa phoolon kaliyon ki bahaaren chanchal yeh hawaon ki pukaaren phoolon kaliyon ki bahaaren chanchal yeh hawaon ki pukaaren humko yeh ishaaron mein kahen hum thamke yahan ghadiyan guzaaren pehle kabhi to na hum se batiyate the aise phulwa yeh mausam ka jaadu hai mitwa mitwa na ab dil pe kaabu hai mitwa naina jisme kho gaye deewane se ho gaye nazara wo harsu hai mitwa ho hoo yeh mausam ka jaadu hai mitwa inko hum le ke chale hain apne sang apni nagariya inko hum le ke chale hain apne sang apni nagariya haai re sang anjaane ka us par anjaan dagariya phir kaise tum door itne sang aa gayi mere goriya yeh mausam ka jaadu hai mitwa mitwa na ab dil pe kaabu hai mitwa naina jisme kho gaye deewane se ho gaye nazara
mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai khwaabon ka nasheman ho ehsaas ka aangan ho dukh sukh jo mile hum ko aapas mein wo batt jaayen tu mujh mein utar jaaye main tujh mein utar jaaun aise mein ye dil chaahe parde sabhi hatt jaayen mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai phoolon ki jinhe khwaahish kaanton pe wo chalte hain qismat se mili ghadiyan dar hai na palat jaayen thahren na ye barsaten aankhon se kahen baaten khamosh rahen hum tum umaren yunhin kat jaayen mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai baahon se lipat jaayen sadiyon ki tamannayen lamhon mein simat jaayen mausam ka taqaaza hai hmmmmmmmmm aaaaaaa aaaaaaaa ooooooo oooo
mausam ka taqaza hai hum toot ke pyaar karen duniyaa waale chaahe iqraar kare chaahe inkaar kare mausam ka taqaza hai hum toot ke pyaar karen duniyaa waale chaahe iqraar kare chaahe inkaar kare mausam ka taqaza hai hum toot ke pyaar karen duniyaa waale chaahe iqraar kare chaahe inkaar kare hey hey hey hey hey hey hey ek aisi masti hai haaye haaye haaye ek aisi masti hai saare mastaane bante jaate hain gulshan gulshan afsaane afsaane bante jaate hain kaliyon ke chatakne se bhanware deewane bante jaate hain phoolon ka ishaara hai hum toot ke pyaar karen duniyaa waale chaahe iqraar kare chaahe inkaar kare hum kitne paas chale aaye hum kitne paas chale aaye thodi si mulaaqaton mein darti ho yaa sharmaati ho do haath humare haathon mein tum apne dil ki baat karo mat aao meri baaton mein haaye iss dil kaa iraada hai hum toot ke pyaar karen duniyaa waale chaahe iqraar kare chaahe inkaar kare har daulat iss ulfat se hai kam aur kisi ko naa denge ye apni khushiyaan ye apne
aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaa mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa tu bhi gaa tere sang gaaye saara jahaan gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaa mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa tu bhi gaa tere sang gaaye saara jahaan gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaa har sur pe dil yun dhadke ke saanson mein agan bhadke sun kar ye sada har sur pe dil yun dhadke ke saanson mein agan bhadke sun kar ye sada aise aaj do khaamoshi bol uthhey palkein bheeg jayein jal barse bina ghata gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaa mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa mausam ke sargam ko sun kya gaa raha hai samaa tu bhi gaa tere sang gaaye saara jahaan gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa phir ek din le jaayega ghunghta tera uthayega koi raajkumaar phir ek din le jaayega ghunghta
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Matlab Nikal Gaya Hai Amaanat (1977) 06:00 12639
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:00   Song Number : 12639   

Matru Ki Bijlee Ka Mandola Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013) 03:52 32216
 
Poster of Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
On Screen Actors- 
Imran Khan, Anushka Sharma
Duration : 03:52   Song Number : 32216   

Matvaare India's Most Wanted (2019) 04:13 11691
 
Poster of India's Most Wanted (2019)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2019
Music Director- 
Amit Trivedi
Duration : 04:13   Song Number : 11691   

Matwaale Hum Matwaale Jhumroo (1961) 03:36 13449
 
Poster of Jhumroo (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:36   Song Number : 13449   

Matwaali Aankhon Waale Chhote Nawab (1961) 06:23 12983
 
Poster of Chhote Nawab (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Helen, Mahmood
Duration : 06:23   Song Number : 12983   

Matwala Jiya Dole Piya Mother India (1957) 03:40 13774
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Nargis
Raag- 
Sarang
Duration : 03:40   Song Number : 13774   

Matwali Naar Thumak Thumak Ek Phool Char Kante (1960) 03:29 15587
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Maru-Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 15587   

Maujon Ki Doli Chali Jeevan Jyoti (1976) 05:21 13441
 
Poster of Jeevan Jyoti (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Bindiya Goswami
Duration : 05:21   Song Number : 13441   

Mauka Milega To Hum Dilwale (1994) 05:28 32702
 
Poster of Dilwale (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Raveena Tandon, Ajay Devgan, Others
Duration : 05:28   Song Number : 32702   

Maula Mere Maula Anwar (2007) 06:01 20895
 
Poster of Anwar (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Music Director- 
Mithoon, Pankaj Awasthi
On Screen Actors- 
Siddharth Koirala
Duration : 06:01   Song Number : 20895   

Maula O Maula Rudaali (1993) 04:17 10698
 
Poster of Rudaali (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
Singer- 
Bhupen Hazarika
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Dimple Kapadia
Duration : 04:17   Song Number : 10698   

Mausam Aaya Hai Rangeen Dholak (1951) 03:16 37536
 
Poster of Dholak (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Meena Shori, Ajit
Duration : 03:16   Song Number : 37536   

Mausam Aayega Jayega Shaayad (1979) 04:47 40782
 
Poster of Shaayad (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Vithal Bhai Patel
Music Director- 
Manas Mukharji
On Screen Actors- 
Vijayendra Ghatge, Neeta Mehta
Duration : 04:47   Song Number : 40782   

Mausam Bheega Bheega Gehra Zakhm (1981) 04:13 32564
 
Poster of Gehra Zakhm (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Vithal Bhai Patel
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Ranjeeta
Duration : 04:13   Song Number : 32564   

Mausam Hai Aashiqana Pakeezah (1972) 04:56 20896
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kamal Amarohi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:56   Song Number : 20896   

Mausam Hai Baharon Mere Humsafar (1970) 05:13 38400
 
Poster of Mere Humsafar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kamal Rajasthani
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Jeetendra
Duration : 05:13   Song Number : 38400   

Mausam Ka Jaadu Hum Aapke Hain Koun (1994) 05:02 21475
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Salman Khan, Madhuri Dixit
Duration : 05:02   Song Number : 21475   

Mausam Ka Taqaaza Hai Akarshan (1988) 03:18 16536
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajeet Singh
On Screen Actors- 
Akbar Khan, Sonu Walia
Duration : 03:18   Song Number : 16536   

Mausam Ka Taqaza Andhaa Kaanoon (1983) 06:14 20897
 
Poster of Andhaa Kaanoon (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajnikant, Reena Roy
Duration : 06:14   Song Number : 20897   

Mausam Ke Sargam Ko Sun Khamoshi (The Musical) (1996) 06:22 38856
 
Poster of Khamoshi (The Musical) (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Helen, Nana Paatekar, Manisha Koirala
Duration : 06:22   Song Number : 38856